kabil e ishq

tum itnna jhoot na bolo k mun dikhane ke kabil ne raho
khud ko bhulao na itna ke mujh ko sach batane ke kabil na rah
hum kisi ke saath muqabla nhi rakhte 
gar tum bhi hum ko jaan lo to muqabil kehlane k kabil na raho 
kalma ba kalma mujhe hifz kar lo iss tarhan 
ke sad kuch bhool jao par mujhe bhulane ke kabil na raho
mujh se zara door raho kahin yeh na ho 
ke mere dil main tum aane ke kaqbil na raho
hosh o ishq ek jagah nhi rehte
kuch itna ishq karo ke aaqil kehlane ke kabil na raho 

This poem is about: 
Me

Comments

Additional Resources

Get AI Feedback on your poem

Interested in feedback on your poem? Try our AI Feedback tool.
 

 

If You Need Support

If you ever need help or support, we trust CrisisTextline.org for people dealing with depression. Text HOME to 741741